Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
![]() |
Ham Khushee Kee Chah Me
|
Zubeen Garg | Lalit Pandit | Aftab Shivdasani | |||
Life Mein Kabhie Kabhiee (2007) | Sameer | Dard Bhare Geet | |||||
ham khushi ki chaah me
har khushi se dur ho gaye
ham khushi ki chaah me
har khushi se dur ho gaye
dhundhne chale the
dhundhne chale the jindagi
jindagi se dur ho gaye
jindagi se dur ho gaye
ham khushi ki chaah me
har khushi se dur ho gaye
ham khushi ki chaah me
har khushi se dur ho gaye
dhundhne chale the
dhundhne chale the jindagi
jindagi se dur ho gaye
jindagi se dur ho gaye
jaagi jaagi si palko me, chain kaa wo jo khwab tha
naa hame ehsaas tha, dard kaa wo sailab tha
jhute sapno ke liye, ham bhatke kahan kahan
dhundhne chale the
dhundhne chale the jindagi
jindagi se dur ho gaye
jindagi se dur ho gaye
pas thi apni manjile
ja ke bhi ham naa ja sake
sukh wo thi jiski aarju
pake bhi ham naa pa sake
bhid me bhi tanha jiye, naa paye koi jahan
dhundhne chale the
dhundhne chale the jindagi
jindagi se dur ho gaye
jindagi se dur ho gaye
ham khushi ki chaah me
har khushi se dur ho gaye
ham khushi ki chaah me
har khushi se dur ho gaye
dhundhne chale the
dhundhne chale the jindagi
jindagi se dur ho gaye
jindagi se dur ho gaye