The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Gaa Re Man Aaj Yahi Tere Bin Badal Gaye
0
Mohammed Rafi S N Tripathi
Koi Ghulam Nahin (1970) Saraswati Kumar Deepak
Lyrics of Gaa Re Man Aaj Yahi Tere Bin Badal Gaye - गा रे गा मन आज यहीं तेरे बिन बदल गये

ga re ga man aaj yahi
tere din ab badal gaye
rah na udaas ho na nirash
sang me tere gaaye aakash
ga re ga man aaj yahi
tere din ab badal gaye
rah na udaas ho na niraas
sang me tere gaaye aakash
ga re ga man aaj yahi

jivan deti hai maa
ganga maiya si hai maa
wo hi kare partipal
dharam ki rakhwal
dharti ki mamta ka hai vishwas
wo hi kare partipal
dharam ki rakhwal
dharti ki mamta ka hai vishwas
ga re ga man aaj yahi

tu hi amrit hai maa
jag ko nit deti hai sukh maa
jag me agar maa na milti tum
jag me agar maa na milti tum
kaun mere man me karta niwas
ga re ga man aaj yahi

prem jyoti hai maa
tuhi puja ki devi hai maa
mile mujhe bar bar
madhur madhur maa ka pyar
maa se bujhi hai mere man ki ye pyas
mile mujhe bar bar
madhur madhur maa ka pyar
maa se bujhi hai mere man ki ye pyas
ga re ga man aaj yahi
aadi ant me tu hai
maa nyaay me neeti me tu hai
jisne diya hai pyar
aas ki jo bahar
mili aaj aisi mahashakti
are ga re ga man aaj yahi
tere din ab badal gaye
rah na udaas ho na nirash
sang me tere gaye aakash
ga re ga man aaj yahi