Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Election Mein Malik Ke Ladke Khade Hai, Are Inhe Kam Na Samjho
|
Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal | Alka, Deb Mukherjee | |||
Aansoo Ban Gaye Phool (1969) | Taj Bhopali | Folk Songs | |||||
election me malik ke ladke khade hai
are inhe kam na samajho ye khud bhi bade hai
inke siva vote ka ka hakdar kaun hai
inse lade chunaav vo gaddar kaun hai
ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
vadon ka aitbaar karo inko vote do
ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
vote for baap ka laal vote for baap ka laal
is shehar bhar me jitne hai akhbar inke hai
kale safed saikado vayapar inke hai
sab haspatal inke hai bimar inke hai
parnaam lakh baar karo inko vote do
vado ka aitbaar karo inko vote do
ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
daliy dba roj naam sa pila pacha
aise saput ab hai kaha apne desh me
ek yahi to hai
aise saput ab hai kaha apne desh me
bhagwan aa gaye hai insaa ke besh me
chanda diya inhone freedam ke kes me
sab inki jai jai kar karo inko vote do
vado ka aitbaar karo inko vote do
ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
har chese inki dass hai harsh gulam hai
are chandi ka jhuta inke pass hai
har chees inki dass hai harsh gulam hai
jinda inhi ke dham se sarfat ka kam hai
are kuch to khyale yaar karo inko vote do
vado ka aitbaar karo inko vote do
vado ka vado ka vado ka
vado ka vado ka vado ka
vado ka aitbaar
vado ka aitbaar karo inko vote do
ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
vote for baap ka laal vote for baap ka laal