The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Duniyaa Men Nahi Zamaanaa Sach Kahataa Hai
0
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Ghulam Mohammad Vipin Gupta, Nargis, Helen, Cuckoo, Raj Kapoor, Ramesh Sinha, Agha
Amber (1952) Shakeel Badayuni
Lyrics of Duniyaa Men Nahi Zamaanaa Sach Kahataa Hai - दुनिया में नहीं जमाना सच कहता है

duniya me, duniya me
duniya me nahi koi yaar wafadaar
zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai
yaha karna kisi se pyaar hai bekaar
zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai

dukh-dard kaa hai baazaar ye sansaar
zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai
milna hai yaha dushwaar dil ko karaar
zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai

kar gaye wo bhi hamse kinara jinko basaya man me
pyaar ki baazi jit saka hai koi na is jiwan me
koi na is jiwan me
hoti hai yaha har baar dil ki haar
zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai

kismat ne majbur banakar chhin liya sukh hamse
kaaya is qaid me aa kar kaun bacha hai gam se
kaun bacha hai gam se
chalte hai yaha par waar gam ke hazaar
zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai