The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Duniya Hai Hasin Dil Hai Jawan
0
Uma Devi Khan Mastana
Roop Lekha (1949) Khumar Barabankvi
Lyrics of Duniya Hai Hasin Dil Hai Jawan - दुनिया है हसीन दिल है जवान

duniya hai hasin dil hai jawan
duniya hai hasin dil hai jawan
aur rut hai tufani ha aur rut hai tufani
ha ha aur rut hai tufani
chheda hai umango ne chhedi hai umango ne
majedar kahani haa majedar kahani
majedar kahani

aankho mein hai masti hontho pe hansi hai
hontho pe hansi hai hontho pe hansi hai
armano ne dil mein angdayi si li hai
kabu mein nahi ha ha kabu mein nahi
aaj meri mst jawani hai
kabu mein nahi
aaj meri mast mast jawani hai
meri mast jwani hai meri mast jwani hai
meri mast jwani hai
duniya hai hasin dil jawan
duniya hai hasin dil hai jawan
aur rut hai tufani ha aur rut hai tufani
ha ha aur rut hai tufani

masti bhare dil sapno bhari rate
sapno bhari rate karti hu main dil se
bahki hui bate karti hu main dil se
bahki hui bate darti hu khushi se
darti hu khushi se ha ha darti hu khushi se
main na ho jau deewani ha ha jau deewani
ho jau deewani duniya hai hasin dil hai jawan
duniya hai hasin dil hai jawan
aur rut hai tufani ha aur rut hai tufani
ha ha aur rut hai tufani