The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Dile Nadan Tujhe Hua Kya Hai Aakhir
0
Pushpa Hans Purushottam
Apna Desh (1949) Mirza Ghalib Sad Songs
Lyrics of Dile Nadan Tujhe Hua Kya Hai Aakhir - दिले नादान दिले नादान तुझे हुआ है

dile nadan dile nadan tujhe hua hai
hua kya hai hua kya hai
aakhir is dard ki dawa kya hai
dawa kya hai dawa kya hai dile nadan

hamko unse wafa ki hai ummid
hamko unse wafa ki hai ummid
jo nahi jante wafa kya hai
wafa kya hai wafa kya hai dile nadan

ha bhala kar tera bhala hoga
ha bhala kar tera bhala hoga
or darvesh ki sada kya hai
sada kya hai sada kya hai dile nadan

jaan tum par nisar karte hai
jaan tum par nisar karte hai
hum nahi jante dua kya hai
dua kya hai dua kya hai dile nadan
dile nadan tujhe hua kya hai
hua kya hai hua kya hai
aakhir is dard ki dawa kya hai
dawa kya hai dawa kya hai dile nadan