The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Dil Pe Chaane Laga Hain Nasha - दिल पे छाने लगा है नशा

kya yahi pyar hai
kya yahi pyar hai
dil pe chhane laga hai nasha pyar ka
dil pe chhane laga hai nasha pyar ka
ab to aane lage hai maja pyar ka
bekhudi chha gayi, bekhudi chha gayi
aashiki aa gayi, kya yahi pyar hai
dil jara tu bata
dil pe chhane laga hai nasha pyar ka
ab to aane lage hai maja pyar ka

meri meri nazar mein jaadu, jaadu basa hai meri har ek ada ka tu hai, tu hai deewana
he jaadu, jaadu to tera mujh pe
mujhpe chala hai uske, uske asar se
mai hu, mai hu deewana
tu bata de jara, tu bata de jara
ye tujhe kya hua
kya yahi pyar hai dil jara tu bata
dil pe chhane laga hai nasha pyar ka
ab to aane lage hai maja pyar ka

chanda chanda sa jaana tera, tera badan hai us pe
uspe kayamat tera yuhi sharmana
tera tera sanam ye kaisa, deewaanapan hai tune
tune banaya yuhi kaisa afsana
pal mein dil ye gaya, pal mein dil ye gaya
kuch pata na chala, kya yahi pyar hai
dil jara tu bata
dil pe chhane laga hai nasha pyar ka
ab to aane laga hai maja pyar ka


lyrics typed by : ruchita parab.