Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Diwana Bin Sajna Ke Mane Na, Ye Pagla Hai (Male)
|
S P Balasubramaniam | Ram Laxman | Bhagyashree, Salman Khan | |||
Maine Pyar Kiya (1989) | Asad Bhopali | Dream Songs, Romantic Songs | |||||
dil deewana bin sajna ke mane na
dil deewana bin sajna ke mane na
ye pagla hai samjhane se samjhe na
ye pagla hai samjhane se samjhe na
dhak dhak bole it ut dole din raina
ye pagla hai samjhane se samjhe na
ye pagla hai samjhane se samjhe na
dard judaai kya hota hai
tum jano main janu ho ho ho ho ho
dard judai kya hota hai tum jano main jaanu
pyar bulaye duniya roke kiska kehna manu
tumse mile bin dil ko kuch bhi sujhe na
ye pagla hai samjhane se samjhe na
ye pagla hai samjhaane se samjhe na
banke lahu nas nas mein mohabbat
daude aur pukaare
banke lahu nas nas mein mohabbat
daude aur pukaare
pyaar mein sab kuch haar diya
par himmat kaise haare
keh do duniya dil ka rasta roke na
ye pagla hai samjhane se samjhe na
ye pagla hai samjhane se samjhe na
dil deewana bin sajna ke mane na
ye pagla hai samjhane se samjhe na
ye pagla hai samjhaane se samjhe na