The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Dekho Main Ne Dekhaa Hai Yah Ik Sapanaa
0
Amit Kumar, Lata Mangeshkar R D Burman Vijayetaa Pandit, Kumar Gaurav
Love Story (1981) Anand Bakshi Romantic Songs
Lyrics of Dekho Main Ne Dekhaa Hai Yah Ik Sapanaa - देखो में ने देखा है ये इक सपना

dekho mai ne dekha hai yah ik sapna
phulo ke shahar me hai ghar apna
kya sama hai tu kaha hai
mai aai aai aai aai aa jaa
kitanaa hasin hai yah ik sapna
phulo ke shahar me hai ghar apna
kyaa samaa hai tu kahaan hai
mai aayaa aayaa aayaa aayaa aa jaa

yahaan teraa meraa naam likhaa
rastaa nahi yah aam likhaa hai
ho, yah hai daravaza tu jahaan khadi hai
andar aa jaao sardi badi hai
yahan se nazara dekho parvato kaa
jhankun mai kahaan se kahan hai jharokha
yah yahaan hai, tu kahaan hai
mai aai aai aai aa jaa
kitanaa hasin hai yah ik sapna
phulo ke shahar me hai ghar apna
kyaa samaa hai tu kahaan hai
mai aayaa aayaa aayaa aayaa aa jaa

achchhaa yah bataao kahaan pe hai paani
baahar bah rahaa hai jharanaa divani
bijali nahi hai yahi ik gam hai
teri bindiyaa kya bijali se kam hai
chhodo mat chhedo bazaar jaao
jaataa hun jaaungaa pahale yahaan aao
shaam javaan hai tu kahaan hai
mai aai aai aai aa jaa
dekho mai ne dekha hai ye ik sapna
phulo ke shahar me hai ghar apna
kya sama hai tu kah hai
mai aai aai aai aai aa jaa

kaisi pyaari si hai ye chhoti si rasoi
ho ham dono hai bas dujaa nahi koi
is kamare me hogi mithi baate
us kamare me guzaregi raate
yah to bolo hogi kahaan pe ladaai
mai ne vah jagah hi nahi banaai
pyaar yahaan hai tu kaha hai
mai aai aai aai aa jaa
kitanaa hasin hai yah ik sapna
phulo ke shahar me hai ghar apna
kyaa samaa hai tu kahaan hai
mai aai aai aai aai aa jaa
dekho maine dekha hai yah ik sapna
phulo ke shahar me hai ghar apna
kya sama hai tu kah hai
mai aai aai aai aai aa jaa
mai aai aai aai aai aa jaa
mai aai aai aai aai aa jaa
mai aai aai aai aai aa jaa