The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Dekh Le Kismat Yaar - देख ले किस्मत यार

dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar pyare
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar

deti hai kabhi bulaake leti hai kabhi rulaake
banti hai fair and lovely buch laga ke future ki
ghante ki blassing hai saali dibresing hai
marham pe dressing karke chot wahin pe maare ji
dil saala paagal sa girta sambhalta
faltu mein kyun iska tension lene ka
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar pyare
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar pyare
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar
yeto badle rang hazaar

karwaaye upar neeche izzat ki photu khiche
bajaake dabal dholaki naach nachaye jeete jee
kabhi baate ras malaai aur phir na puchhe jaaye
le jaati itna haaye lend karaye dil dukhaye
dil saala paagal sa girta sambhalta
faltu mein kyun iska tension lene ka
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar pyare
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar pyare
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar
yeto badle rang hazaar

dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar pyare
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar pyare
dekh le kismat yaar karle apni aankhe chaar
yeto badle rang hazaar
dekh le kismat yaar dekh le kismat yaar