Lyrics of Deewana Aadmi Ko Banati Hain Rotiya - दीवाना आदमी को बनाती हैं रोटियाँ
deewana aadmi ko banati hain rotiya
deewana aadmi ko banati hain rotiya
khud nachati hain, sabko nachati hain rotiya
khud nachati hain, sabko nachati hain rotiya
deewana aadmi ko
budha chalaye thele, ko phako se jhul ke
budha chalaye thele, ko phako se jhul ke
bachha uthaye bojh, khilauno ko bhul ke
bachha uthaye bojh, khilauno ko bhul ke
dekha naa jaye jo, dekha naa jaye jo
so dikhati hain rotiya, so dikhati hain rotiya
deewana aadmi ko
baithee hai jo chehare pe, mal ke jigar kaa ku
duniya bura kahe inhe par, mai toh yeh kahu
duniya bura kahe inhe par, mai toh yeh kahu
kothe pe baith o kothe pe, baith aankh ladati hain rotiya
ladatee hain rotiya
deewana aadmi ko banati hain rotiya
deewana aadmi ko banati hain rotiya
kehta tha ik fakeer ki, rakhna jara najar
roti ko aadmi hi, nahi khate bekhabar
roti ko aadmi hi, nahi khate bekhabar
aksar toh aadmi ko, aksar toh aadami ko
khati hain rotiya, khatee hain rotiya
deewana aadmi ko banati hain rotiya
deewana aadmi ko banati hain rotiya
tujhko pate ki bat batau mai jaan-e-man
kyu chand par pahunchane, ki insan ko hai lagan
kyu chand par pahunchane, ki insan ko hai lagan
insan ko chand me, insan ko chand me
najar aati hain rotiya, najar aati hain rotiya
deewana aadmi ko banati hain rotiya
deewana aadmi ko banati hain rotiya
khud nachati hain, sabko nachati hain rotiya
nachati hain rotiya
deewana aadmi ko banati hain rotiya