The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Danke Ki Chot Se - डंके की चोट से

danke ki chot se ailaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya
hamane yeh dil tum pe kurbaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya

are bhai sun liya abb chup bhi ho jaao
tum bhi shaayad chup rehate, hum bhi shaayad chup rehate
aankhon se dil ki baatein kab kehate kaise kehate
kaam bada mushkil tha aasaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya

jara socho kya tumhaari yeh harkate dekhkar
duniywaale kya kahenge, kehane do
jina hai toh jina hai, marana hai toh marana hai
pyaar agar karana hai toh, duniya se kya darana hai
saari duniya ko ailaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya

haay haay haay haay haay
tumhe logon ki bilkul sharam nahi, bilkul nahi
logon se sharmaate the, duniya se ghabraate the
dekha hamane keh daala, tum jo keh nahi paate the
maano hamane tum pe ehsaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya
hamane yeh dil tum pe kurbaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya
danke ki chot se ailaan kar diya