The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Chori Bazari Do Naino Ki - चोर बज़ारी दो नैनों की

chor bazari do naino ki, pehle thi adat jo hat gayi
pyar ki jo teri meri umar ayi thi wo ghat gayi
duniya ki to fikar kahan thi, teri bhi ab chinta ghat gayi
chanda re, chanda re

tu bhi tu hai, main bhi main hu, duniya sari dekh ulat gayi
tu na jane me na janu, kaise sari bat palat gayi
ghatni hi thi ye bhi ghatna, ghatate ghatate lo ye ghat gayi
han chori bazaari do naino ki, pehle thi aadat jo hat gayi

tarif teri karna hai, tujhe khone se darna hai
han bhul gaya ab tujhpe din mein char dafa marna
tarif teri karna hai, tujhe khone se darna hai
han bhul gaya ab tujhpe din mein char dafa marna
pyar khumari utari sari, bato ki badli bhi chhat gayi
hamse me pe aye aise, mujhko to me hi me lut gayi
ek huye the do se dono, dono ki ab rahe kat gayi

ab koi fikar nahi, gum ka bhi zikar nahi
han hota hu me jis raste pe aye khushi wahi
azaad hu me tujhse, azaad hai tu mujhse
han jo ji chahe, jaise chahe karle raj yahi
laj sharm ki chhoti moti jo thi dori, wo bhi kat gayi
chauwk chaubare gali molhalle, khol ke me sare ghoonghat gayi
tu na badli mein na badla, dilli sari dekh badal gayi

ek ghut mein duniyadari ki me saari samaaj nigal gayi
han rang biranga pani pike, sidhi sadhi kudi bigad gayi
dekhke mujhko hasata gata sad gayi ye duniya sad gayi