| Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
|---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chhuda Ke Jana Hai Hamaara Safed Hathi
|
Ravindra Jain | Ravindra Jain | ||||
| Safed Haathi (1977) | Ravindra Jain | ||||||
| Scale -NA- | Raag -NA- | Taal -NA- |
jab tak bhukh na lage pashu
nahi re kisi ko satate
tum to shauk ke mare goli
niradosho pe barsate
jungle ke nirdosh pashu
o kya jane insaf
jine ka adhikar sabhi ko
jag me ek saman
hamara safed hathi safed hathi
hamara safed hathi safed hathi