The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Chehra Tumhara Kitna Hai Pyara
0
Kumar Sanu Shyam Surender
Ishq Mein Jeena Ishq Mein Marna (1993) Gauhar Kanpuri
Lyrics of Chehra Tumhara Kitna Hai Pyara - चेहरा तुम्हारा है कितना प्यारा

chehara tumhara hai kitna pyara
dekhe bina mera ho na gujara
rab ne tumhe bhi kya khub banaya
meri najar se khud ko dekho to yara

dil diwana diwana dil
dil diwana bekarar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
halka halka sa khumar hone laga hai kahte hai mere yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
halka halka sa khumar hone laga hai tu bhi ye sun le yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai

jabse kiya hai dilbar maine didar tera
pal pal mujhe rahta hai bas intjar tera
najro ne meri jabse tera khwab yar dekha
na dekh kar bhi tujhko sou baar yar dekha
koi jadu koi jadu baar baar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
halka halka sa khumar hone laga hai tu bhi ye sun le yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai

ye kah rahi hai hamse diwanagi hamari
kahi hamko le dube na ye aashiki tumhari
ye ishk hi masiha ye ishk hi khuda hai
milkar juda na ho ham lab par yahi duaa hai
mujhko tera mujhko tera aetabar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
kahte hai mere yar