Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chandni Tu Hai Kahan, Maine Tere Liye Kya Kya Sapne Bune
|
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Shiv Hari | ||||
Faasle (1985) | Shahryar | Sad Songs | |||||
chandani tu hai kaha
chandani tu hai kaha
maine tere liye kya kya sapne bune
tu hi bata kuch to bata
kaise hua ye kya hua
maine tere liye kya kya sapne bune
tu hi bata kuch to bata
kaise hua ye kya hua
maine tere liye
mere dil me tu raha hai
mere dil me tu rahega
mai tumko bhul jau kabhi ye na ho sakega
ye to socha na tha milke honge juda
kaise hua ye kya hua
tu hi bata kuch to bata
maine tere liye kya kya sapne bune
tu hi bata kuch to bata
kaise hua ye kya hua
maine tere liye
mere bas me kuch nahi tha
mere bas me kuch nahi hai
main tujhse fir milungi
mere dil ko ye yakeen hai
chandani tu hai kaha
chandani tu hai kaha
chandani tu hai kaha
chandani tu hai kaha