The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Chale Aana
0
Armaan Malik Amaal Mallik Rakul Preet Singh, Ajay Devgan
De De Pyaar De (2019) Kunaal Verma
Lyrics of Chale Aana - चले आना

juda hum ho gaye mana
magar ye jaan lo jana
juda hum ho gaye mana
magar ye jaan lo jana
kabhi main yaad aau to
chale aana chale aana
tumhe main bhul jaunga
ye baate dil mein na lana
kabhi main yaad aau to
chale aana chale aana

tha kaun mera, ek tu hi tha
sanso se zyada jo zaruri tha
tere liye main kuch nahi lekin
mere liye tu mera sab kuch tha
nahi jaana bhula karke ye bate tum hi kehte the
rahi khushiya nahi meri ke tum bhi waqt jaise the
tumhara tha ragega bhi kare kya dil hai deewana
kabhi main yaad aau to chale aana chale aana
maine tumhari baat mani hai maine manaya dil ko hai kaise
ab se raho tum khush ja bhi ho
mera tumhara tha bhi kya waise

bhale doori rahe jitni
nigaho se nigaho ki
magar khabo ki duniya mein
milunga tumse rojana
yahi tak tha safar apna
tumhe hai laut kar jaana
kabhi main yaad aayun ton
chale aana chale aana