The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Chaku Wala Churi Wala, Chaku Wala (Part 2)
0
Shamshad Begum Bulo C Rani
Al Hilal (1958) Shevan Rizvi
Lyrics of Chaku Wala Churi Wala, Chaku Wala (Part 2)

chaku wala chhuri wala
chaku wala chaku wala
chhuri wala chaku wala
aaya main mastana deewana
chaku wala chhuri wala
chaku wala chaku wala
chhuri wala chaku wala

baharo ke paiyam aaye
sitaro ke salam aaye
baharo ke paiyam aaye
sitaro ke salam aaye
ye ghadi ho mubarak
khushi ho mubarak
ye ghadi ho mubarak
khushi ho mubarak
mubarak mubarak mubarak
aaya main mastana deewana
deewana deewana deewana
chaku wala chhuri wala
chaku wala chaku wala
chhuri wala chaku wala

kise malum kal kya ho
lagale jam hotho ko
kise malum kal kya ho
lagale jam hotho ko
ye gol gol bahe ye
maut ki hai rahe
ye gol gol bahe ye
maut ki hai rahe
ye rahe ye rahe ye rahe
aaya main mastana deewana
deewana deewana deewana
chaku wala chhuri wala
chaku wala chaku wala
chhuri wala chaku wala

bhrosa kya hasino par
jo dil lele wahi dilbar
bhrosa kya hasino par
jo dil lele wahi dilbar
surat bholi bhali
adaye hai nirali
surat bholi bhali
adaye hai nirali
nirali nirali nirali

aaya main mastana deewana
deewana deewana deewana
chaku wala chhuri wala
chaku wala chaku wala
chhuri wala chaku wala.