The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Chain Khuli Ki Main Khuli
0
Shaan, Udit Narayan Anand Raj Anand
Masti (2004) Sameer
Lyrics of Chain Khuli Ki Main Khuli - चैन कुली की मेन कुली

masti masti masti masti
masti masti masti masti

chain khuli ki main khuli
main khuli ki chain khuli
chain khuli ki main khuli ki chain

dil ka panchhi kare dhamal
pinjare me na isko dal
lad jane de ladte hai jo nain
mauj manaye dhum machaye
masti me kate din rain

masti masti masti masti
masti masti masti masti

chain khuli ki main khuli
main khuli ki chain khuli
chain khuli ki main khuli ki chain

dil ka panchhi kare dhamal
pinjare me na isko daal
lad jaane de ladte hai jo nain
mauj manaye dhum machaye
masti me kate din rain

iski hai chal sharabi
uske hai gal gulabi
iske toh thath nawabi
wah wah wah wah

iski han han me bat hai
uski na na me bat hai
iski to na bhi han hai
wah wah wah wah

hanji ha ha ha ha hanji
arre pyar jata le gale lagale
aa jayega tujhko chain

mauka hai aish kar le
iss pal ko cash kar le
bindas jile mar le
wah wah wah wah

biwi hai ghar me achchi
bahar kahar ki machchi
yaro hai bat sachchee
han han han han

ha ji ha ha ha ha ha ji
pappi le le jappi pale
chahat pe na koi bain

chain khuli ki main khuli
main khuli ki chain khuli
chain khuli ki main khuli ki chain

dil ka panchhi kare dhamal
pinjare me na isko daal
lad jane de ladte hai jo nain
arre mauj manaye dhum machaye
masti me kate din rain

masti masti masti masti
masti masti masti masti
masti masti