The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Bhoot Raja Bahar Aaja
0
Asha Bhosle Laxmikant Pyarelal Hema Malini
Chacha Bhatija (1977) Anand Bakshi Masti Bhare Geet
Lyrics of Bhoot Raja Bahar Aaja - भूत राजा बाहर आजा

bhut raja bahar aaja aaja ho aaja bahar aaja
bhut raja bahar aaja aaja ho aaja bahar aaja
sidhi tarah se man ja nahi to mai baja dungi tera band baja
bhut raja bahar aaja aaja ho aaja bahar aaja
sidhi tarah se man ja nahi to mai baja dungi tera band baja
bhut raja bahar aaja aaja ho aaja bahar aaja

lato ke bhut bato se nahi mante
juto ke shokin se hatho se nahi mante
aaja raja nahi aayega to mar khayega
aaja raja nahi aayega to mar khayega
din hai abhi ke rat rat jeet teri ke maut mat
juta pad ke lat lat ek do teen char panch cha sat
bas bas pure hone do das
sidhi tarah se man ja nahi to mai baja dungi tera band baja
bhut raja bahar aaja aaja ho aaja bahar aaja
bhut raja bahar aaja aaja ho aaja bahar aaja

tujhko pasand ho to sar pe maur danda
garmi ka hai mausam tujhko karu thanda
aaja raja nahi aayega to mar khayega
aaja raja nahi aayega to mar khayega
chup bhi ke shor shor mar hai ye ke chor chor
sach hai ya ke or or ek do teen char panch cha sat
bas bas pure hone do das roti kyu hai has
sidhi tarah se man ja nahi to mai baja dungi tera band baja
bhut raja bahar aaja aaja ho aaja bahar aaja
bhut raja bahar aaja aaja ho aaja bahar aaja

kaisa jakda shikanje me ye ab hai mere panje me
kaisa jakda shikanje me ye ab hai mere panje me
bol tu ise kyu satata hai maine nahi isne mujhe
beghar banaya hai