The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Bharat Ka Bhai Lakshman, Laksham Ka Bhai Ram
0
Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor Laxmikant Pyarelal Ajit, Kamini Kaushal
Aahutee (1978) Anand Bakshi
Lyrics of Bharat Ka Bhai Lakshman, Laksham Ka Bhai Ram - भरत का भाई लक्ष्मण, लक्ष्मण का भाई राम

iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam
iss duniya me
iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam

are bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam

roz padho ramayan ko, roz padho ramayan ko
julm ka sar jab uncha ho, julm ka sar jab uncha ho
tab tab usko yaad karo, tab tab usko yaad karo
are jiske haatho hona hai raawan ka
raawan ka kaam tamaam
are bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam

raghukul reet sada chali aayi, praan jaaye par vachan na jaaye

ek ek ek jaise ke hanuman hai ek, hum sabki pehchan hai ek
jism juda par jaan hai ek
jaise ke hanuman hai ek, hum sab ki pehchan hai ek
jism juda par jaan hai ek
ho ek hi naam se lagte hai hum tino ke naam