Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bhagwan Ye De Vardaan Mujhe Har Saans Me Tera Naam Rahe
|
Asha Bhosle | Chitalkar Ramchandra | ||||
Tulsi Vivah (1971) | Kavi Pradeep | Prayer | |||||
bhagwan ye de vardaan mujhe har sans me tera nam rahe

jab tak jeewan sangram rahe tera dhyan subah or sham rahe
dhan daulat ki mujhe chah nahin yash vaibhav ki parwaah nahin

bhagwaan ye de vardaan mujhe har saans me tera naam rahe
bhagwaan ye de vardaan mujhe har saans me tera naam rahe
jab tak jeewan sangram rahe tera dhyan subah or sham rahe
dhan daulat ki mujhe chah nahi yash vaibhaw ki parwah nahi

mangu sukh ki bhi rah nahi mangu to bas itna maangu
is janam ka subha parinam rahe jab tak jiwan sangram rahe
tera dhyan subah or shaam rahe
sat dharam ka path ho path mera sewa or tyag ho vrat mera

tere paon me ho teerth mera sukh dham tere hi charnon me
din rat mera vishram rahe jab tak jeevan sangram rahe
tera dhyan subah or sham rahebhagwan ye de vardaan mujhe
har saans mein tera naam rahe bhagwan
nahin mangu sukh ki bhi raah nahin maangu to bas itna maangu
is janam ka subha parinam rahe jab tak jiwan sangram rahe
tera dhyan subah or shaam rahe
sat dharam ka path ho path mera sewa or tyag ho vrat mera
sat dharam ka path ho path mera sewa or tyag ho vrat mera
tere paon me ho teerth mera sukh dham tere hi charnon me
din rat mera vishram rahe jab tak jeevan sangram rahe
tera dhyan subah or sham rahe bhagwan ye de vardaan mujhe
har saans mein tera naam rahe bhagwan