The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Balkhaye Qamariya Humar Sanware
0
Asha Bhosle Ganesh
Sub Ka Ustad (1967) Asad Bhopali
Lyrics of Balkhaye Qamariya Humar Sanware - बलखाये कमरिया हमार साँवरे

balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa
balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa
tohe dhundhe jiya baar baar
tohe dhundhe jiya baar baar sanware jaldi se aa
balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

badan mora phulo ki daali sa lachke
badan mora phulo ki daali sa lachke
chalat hu mai papi najariyo se bachke
kisi ka nahi aitbar re sanware jaldi se aa
balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

piya mori nas nas me jaagi hai jawala
piya mori nas nas me jaagi hai jawala
lagi dil ki dekhe na pehra na tala
akeli rahi thi bahar ye sanware jaldi se aa
balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

yaha jaan par khel ke tore karan
yaha jaan par khel ke tore karan
tanik dekh to kaun aaya hai sajan
jaha ho vahi pe pukar re sanware jaldi se aa
balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa
tohe dunde jiya baar baar
tohe dunde jiya baar baar sanware jaldi se aa
balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa