The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Baj Utha Saanson Mein Saawan Pyaar Ka
0
Kavita Krishnamurthy, Nitin Mukesh Laxmikant Pyarelal
Eeshwar (1989) Anjaan Romantic Songs, Mausam Songs
Lyrics of Baj Utha Saanson Mein Saawan Pyaar Ka - बज उठा साँसों में सावन प्यार का

aa aa aa aa aa
o ho ho ho ho baj utha saanso me
o ho ho ho ho baj utha saanso me sawan paar ka sangeet koi koi
maun dhadkan, maun dhadkan
ga rahi hai ga rahi hai ansuna sa geet koi
o ho ho ho ho baj utha saanso me
o ho ho ho ho baj utha saanso me sawan pyar ka sangeet koi
maun dhadkan ga rahi hai
ansuna sa geet koi, ansuna sa geet koi

praan ka pyasa papiha, praan ka pyasa papiha
aaj saawan ko pukare, aaj saawan ko pukare
ab to tapte pyase mann pe
banke amrit baras ja re, banke amrit baras ja re
haule haule palke khole mann me soyi preet koi
maun dhadkan ga rahi hai
ansuna sa geet koi, ansuna sa geet koi

mandir me jalte diye ki, ho mandir me jalte diye ki
lau mann me jhilmilaye, lau mann me jhilmilaye
chal rahe hai pichhe pichhe, o pichhe pichhe
ek hi tan ke do saaye, do saaye
banke saaya chhu raha mann aaj mann ka mit koi
maun dhadkan ga rahi hai
ansuna sa geet koi, ansuna sa geet koi

chahat ka chumban banake, ho chahat ka chumban banake
adharo pe tujhko saja lu, adharo pe tujhko huhu huhu
baandh aalingan ka bandhan
tujhko tujhse chura lu, tujhko tujhse chura lu
tab deewaane preet maane reet koi ??
maun dhadkan ga rahi hai
ansuna sa geet koi, ansuna sa geet koi

o ho ho ho ho baj utha saanso me
o ho ho ho ho baj utha saanso me sawan pyar ka sangeet