The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Badli Badli Chal Hai
0
Amit Kumar Nadeem Shravan Sonam Khan, Govinda
Apmaan Ki Aag (1990) Sameer Happy Songs
Lyrics of Badli Badli Chal Hai - बदली बदली चाल हैं

aahe badli badli chhal hai
haal bhi behaal hai
badli badli chhal hai
haal bhi behaal hai
daal me kala lagta hai
kuch to abhi aahe kuch to abhi
are kuch to abhi ghotala lagta hai
kuch to abhi ghotala lagta hai
kuch to abhi ghotala lagta hai
kuch to abhi ghotala lagta hai
are kuch to abhi ghotala lagta hai
ye kuch to abhi ghotala lagta hai
masti me laal hai chehra gulal hai
masti me laal hai chehra gulal hai
buddha bhi dilwala lagta hai
kuch to abhi ghotala lagta hai
kuch to abhi ghotala lagta hai
sorry baba sorry sorry
sorry baba sorry sorry

aisi kabhi meri basti na thi
basti na thi
aisi kabhi yaha masti na thi
masti na thi
pagalpan kaisa kya hungama hai
kahde tu mujhse kaisa drama hai
kaise diwane ho gaye
sapno ne sare kho gaye
aaya buchal hai aaya buchal hai
kaisa dhamal hai
daal me kala lagta hai
kuch to abhi kala lagta hai
kuch to abhi ghotala lagta hai
kaka kaki chhod ke aaya
kaka kaki chhod ke aaya
nayi kaki laya dekho apna kaka

yaar mera kabhi aisa na tha
aisa na tha
khilte gulab ke jaisa na tha
jaisa na tha
bijli chamki hai teri aankho me
khushbu lagti hai teri saanso me
masti me madhosh ang hai
kapda badan pe tang hai
tauba kamaal hai tauba kamaal hai
solhwa saal hai
phir bhi matwala lagta hai
kuch to abhi aahe kuch to abhi
ha ji kuch to abhi ghotala lagta hai
kuch to abhi ghotala lagta hai
badli badli chhal hai
haal bhi behaal hai
daal me kala lagta hai
kuch to abhi ghotala lagta hai
kuch to abhi ghotala lagta hai
kuch to abhi ghotala lagta hai
kuch to abhi ghotala lagta hai