The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Bad Muddat Ke, Kar Sakega Na Juda Hamako
0
Lata Mangeshkar, G. M. Durrani Shaukat Dehlvi Nashad Sulochana Chaterjee, Masud, Yaqub
Aaiye (1949) Nakhshab Jaaravchi
Lyrics of Bad Muddat Ke, Kar Sakega Na Juda Hamako - बाद मुद्दत के, कर सकेगा ना जुदा हमको

o baad muddat ke hua
dur andhera gam ka
o aaj se phir meri
kismat ka sitara chamaka
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana

jo sharte lagai thi, hui aaj wo puri
ki hui aaj wo puri
sachchi hai mohabbat to, rahe kaise adhuri
to rahe kaise adhuri
pad ke duniya ke jhamelo me
kahi bhul na jana
pad ke duniya ke jhamelo me
kahi bhul na jana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
kar sakegaa na juda tumko
kabhi humse zamana

o kaliyaan hai kahi, phul kahi chand sitare
diwana hua jata hain, dil pyaar ke mare
aao phir gaye gale mil ke
mohabbat ka tarana
aao phir gaye gale mil ke
mohabbat kaa tarana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
kar sakegaa na juda tumko
kabhi humse zamana
kar sakegaa na juda tumko
kabhi humse zamana