The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Baaho Me Aajaa
0
Alka Yagnik, Kumar Sanu Sanjeev Darshan
Mohabbat Ho Gayi Hai Tumse (2002) Sameer
Lyrics of Baaho Me Aajaa - बाहों में आजा

ha baaho mein aaja saajan dil hai bekraar
ha baaho mein aaja saajan dil hai bekraar
o tere bina seene mein jalta hai pyar
o mere yaar o mere yaar
baaho mein aaja dil hai bekraar
o tere bina seene mein jalta hai pyar
o mere yaar o mere yaar
ha baaho mein aaja saajan

chahu naa chhuye tujhko pawan
is ko tu keh le meri jalan
chahu naa chhuye tujhko pawan
is ko tu keh le meri jalan
ehsaas mere karte hai tujhse baat hajaar
o mere yaar o mere yaar
baaho mein aaja dil hai bekraar
ha tere bina seene mein jalta hai pyar
o mere yaar o mere yaar
ha baaho mein aaja saajan

apni mohabbat ko kya naam du
tu jo keh jo anjaam du
ha apni mohabbat ko kya naam du
tu jo kahe wo anjaam du
jaagte sote karti hu main ab tera intzat
o mere yaar o mere yaar
ha baaho mein aaja saajan dil hai bekraar
o tere bina seene mein jalta hai pyar
o mere yaar o mere yaar
baaho mein aaja saajan