The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Atak Gaya
0
Avdhoot Gupte Salil Kulkarni
Chhodo Kal Ki Baatein (2012) Sandeep Khare Funny Songs
Lyrics of Atak Gaya - अटक गया

atak gaya atak gaya atak gaya atak gaya
atak gaya atak gaya atak gaya atak gaya
atak gaya sab atak gaya sab atak gaya sab atak gaya re

lamhe atke dil atka hai suraj or chanda atka hai

ghar bhi wahi hai dar bhi wahi hai
pair bhi wahi hai sir bhi wahi hai

wahi khabar hai wahi sabar hai wahi knock hai wahi jhok hai

wahi hai sikshan wahi hai fixer
wahi safai wahi dhulayi atak gaya
atak gaya sab atak gaya sab atak gaya sab atak gaya re
atak gaya sab atak gaya sab atak gaya sab atak gaya re

wahi hai lelo wahi hai dedo wahi hai jhagde wahi hai lafde

wahi dard hai wahi dawai wahi bhalai wahi burai
atak gaya sab atak gaya sab atak gaya sab atak gaya re

kaam hai atka naam hai atka dil hai atka bil hai atka

hasna atka rona atka khana atka peena atka

hasna rona khana peena dena jeena hasna sona
hasna rona khana peena lena dena jeena atka