The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Allah Teri Kyaa Shaan Hai
0
Kamal Khan, Jaan Nissar Lone Jaan Nissar Lone
18.11 (2014) Sahil Fatehpuri, Tanveer Ghazi,
Lyrics of Allah Teri Kyaa Shaan Hai - अल्लाह तेरी क्या शान है

kabhi dekhu tujhe mera arman hai
sultan ka tu hi sultan hai
kabhi dekhu tujhe mera arman hai
sultan ka tu hi sultan hai
tu hi nafad hai tu hi rahman hai
sajde me tere sabki jaan hai
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai

malik hai tu mukhtar tu gamkharo ka gamkhar tu
charcha tera khubku jalwa hai tera karsu
teri vajr me shaho gala shab roj dete hai sada
tu hi hai saccha khuda teri zaat hai sabse juda
zarra zarra tujhi pe zarra zarra tujhi pe kurban hai
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai

ilahi baksh de meri khtaye mere chashme naam ki sun le duaye
tujhe wasta tere pyare nabi ka rahe door mujhse hamesha bala
bas ek tu makhud hai har dil me tu maujud hai
rutba tera kya khub hai ha tu mera mahbub hai
mujhko meri manzil bata ab aur na mujhko sata
tujhe haal-e-dil sab hai pata teri pahunch se kya bacha
tu hi sare jaha ka tu hi sare jaha ka nigehban hai
maula teri kya shan hai allah teri kya shan hai