The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Ajanabi Sa Lagata Hai Hamein To Jaha
0
Sunidhi Chauhan, Wajid Khan Sajid Wajid
Zindagi Tere Naam (2008) Jalees Sherwani
Lyrics of Ajanabi Sa Lagata Hai Hamein To Jaha - अजनबी सा लगता है हमें तो जहां

yeh jhuki jhuki si teri nazar
kuchh to kah gayi hai kuchh khabar
ha kisko hosh hai kisko khabar
kuchh to ho gaya hamko magar
ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajanabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha

aasmaa ke paar shayad hoga wo jaha
tumko leke sath apne chal du mai waha
badalo ke sar pe hai thama thama aasma
faisla tum karo jaana hame hai kaha
ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha

mitha mitha khatta khatta sa ehsaas hai
jalti jalti chubhti chubhti si koyi pyaas hai
kuchh naya naya naya sa khwab hai hamsafar
bas chalo chale chale pyar ki hum dagar
ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
kisko hosh hai kisko khabar
kuchh to ho gaya hamko magar
ajnabi sa lagata hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha