Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aise Machal Ke, Nain Badal Ke, Kahan Jate Ho Saiyyan
|
Asha Bhosle | Ghulam Mohammad | Raaj Kumar | |||
Do Gunde (1959) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
aise machal ke nain badal ke aise machal ke nain badal ke
aise chhod ke kaha jate ho saiya
kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya
dekho ye gori baiya tere gale dalungi
aa dekho ye gori baiya tere gale dalungi
dil mera le le to galo ka teer harungi galo ka teer harungi
koi pukare ghar me tu baki saiya chhaiya chhaiya
kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya
jate ho jaao babu kabhi na manungi
ho o o jate ho jaao babu kabhi na manungi
khadi khadi dekhungi magar na bhulaungi
magar na bhulaungi
ja ja balam mai na padungi tore paiya
kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya
kaha jate ho saiya
aise na manoge to suno meri baat
aise na manoge to suno meri baat
julfo se badhungi bedardi tera hath re bedardi tera hath re
jayegi aaj jane na dungi tujhe saiya ha aa
kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya
aise machal ke nain badal ke aise machal ke nain badal ke
aise chhod ke kaha jate ho saiya
kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya