The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Ae Mere Majnu Meri Galiyo Maine Aana Chhod De
0
Shamshad Begum, G. M. Durrani Dhumi Khan
Naqab Posh (1956) Hasrat Jaipuri
Lyrics of Ae Mere Majnu Meri Galiyo Maine Aana Chhod De

aey mere majnu meri galiyon
mein aana chhod de
aey mere majnu meri galiyon
mein aana chhod de
kis tarah dil ka kabutar
aashiyaana chhhod de
kis tarah dil ka kabutar
aashiyaana chhhod de
haaye aashiyaana chhhod de
aey mere majnu meri galiyon
mein aana chhod de

aisi waisi baat keh di
to machaa dungi
main shor macha do
aisi waisi baat keh di
to machaa dungi main shor
haaye allah mujhko raste
haaye allah mujhko raste
mein sataana chhod de
haaye sataana chhod de
aey mere majnu meri galiyon
mein aana chhod de

phadphadaa kar khaa ke gash
aage tere gir jaaunga achcha
phaphadaa kar khaa ke gash
aage tere gir jaaunga
aey meri banduk
tu mera nishaana chhod de
aey meri banduk
tu mera nishaana chhod de
mera nishaana chhod de
aey mere majnu meri galiyon
mein aana chhod de

is tarah mat dekh
darr lagta hai mujhko pyaar se
is tarah mat dekh
darr lagta hai mujhko pyaar se
keh diya hai sau dafa haaye
keh diya hai sau dafa
nazren ladaana chhod de
nazren ladaana chhod de
aey mere majnu meri galiyon
mein aana chhod de

shukr karta hun ke
majnu ne tujhe dekha nahi
waaqai shukr karta hun ke
majnu ne tujhe dekha nahi
dekh le to ishq laila se
ladaana chhod de
dekh le to ishq laila se
ladaana chhod de
laila se ladaana chhod de
aey mere majnu meri galiyon
mein aana chhod de
kis tarah dil ka kabutar
aashiyaana chhhod de
aey mere majnu meri galiyon
mein aana chhod de