The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Admi Zindagi Aur Ye Aatma Dhundhte Hai Sabhi Tujhko (Ii)
0
Mohammed Aziz Viju Shah
Vishwatma (1992) Anand Bakshi Masti Bhare Geet
Lyrics of Admi Zindagi Aur Ye Aatma Dhundhte Hai Sabhi Tujhko (Ii) - आदमी जिन्दगी और ये आत्मा ढूँढ़ते है सभी तुझको

aadami jindagi aur ye aatama
aadami jindagi aur ye aatama
dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma

aaj ke din main aakash se gir pada
pahle chhota sa tha, ho gaya ab bada
aaj ke din main aakash se gir pada
pahle chhota sa tha, ho gaya ab bada
waqt raha nahi ek jagah pe khada
chalta rahta hai ye umar ka kaafila
aadami jindagi aur ye aatama
aadami jindagi aur ye aatama
dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma

ek ghar me bhi har ek se hai alag
dekhte hai alag sochate hai alag
ek ghar me bhi har ek se hai alag
dekhte hai alag sochate hai alag
hum alag kyu na ho, hum bane hai alag
pyaar dekar kiya par hame ek saath
aadami jindagi aur ye aatama
aadami jindagi aur ye aatama
dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma