The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Achha Hi Hua Dil Toot Gaya (Male)
0
Mohammed Rafi Sharda
Maa Bahen Aur Biwi (1974) Vedpal Sharma, Qamar Jalalabadi, Sad Songs
Lyrics of Achha Hi Hua Dil Toot Gaya (Male) - अच्छा ही हुआ दिल टूट गया

acha hi hua dil tut gaya
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya

tha jinka rup nigaho me
wo hai gairo ki baho me
tha jinka rup nigaho me
wo hai gairo ki baho me
kis baat ka badla mujhse liya
haye mujhse liya
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya

nakli the phul mohabbat ke
jhuthe the wade ulfat ke
nakli the phul mohabbat ke
jhuthe the wade ulfat ke
har bandhan se mai chut gaya
haye chut gaya
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya

dil me to socha kya kya tha
tera pyar to ret ka dariya tha
dil me to socha kya kya tha
tera pyar to ret ka dariya tha
na tair saka na dub saka
na dub saka
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya