The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Aap Ki Qasam Ek Din Sanam
0
Mohammed Rafi Laxmikant Pyarelal Randhir Kapoor, Mumtaz
Lafange (1975) Anand Bakshi Roothna Manaana
Lyrics of Aap Ki Qasam Ek Din Sanam - आप की क़सम एक दिन सनम

aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyar me badal jayega
ha aap ki kasam ek din sanam
ye gussa pyar me badal jayega
hanske na sahi roke hi sahi
hanske na sahi roke hi sahi
ye waqt apna nikal jayega
to aap ki kasam ek din sanam
ye gussa pyar me badal jayega
ha aap ki kasam ek din sanam
ye gussa pyar me badal jayega

sun lo kahani hamari phir aage marji tumhari
sun lo kahani hamari phir aage marji tumhari
pachhtaoge sharmaoge pachhtaoge sharmaoge
jab tak pata tumko chal jayega
to aap ki kasam ek din sanam
ye gussa pyar me badal jayega
ha aap ki kasam ek din sanam
ye gussa pyar me badal jayega

mana hansi tum jarur ho par kisliye magrur ho
mana hansi tum jarur ho par kisliye magrur ho
is husn ka kya aitbar is husn ka kya aitbar
ye aaj aaya hai kal jayega to aap ki kasam ek din sanam
ye gussa pyar me badal jayega
ha aap ki kasam ek din sanam
ye gussa pyar me badal jayega

tirchhi nazar ki katariya chhodo na ye chingariya
haye tirchhi nazar ki katariya
chhodo na ye chingariya pani nahi ye aag hai
pani nahi ye aag hai is aag me koi jal jayega
to aap ki kasam ek din sanam
ye gussa pyar me badal jayega
ha aap ki kasam ek din sanam
ye gussa pyar me badal jayega