Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aap Aaye Bahar Aayi Ho, Sare Jamane Pe Mausam Suhane Pe
|
Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | Rajendra Kumar, Sadhana | |||
Aap Aye Bahaar Ayee (1971) | Anand Bakshi | Tareef Songs | |||||
sare jamane pe mausam suhane pe
is dil diwane pe virani si thi chayi
aap aaye bahar aayi
sare jamane pe mausam suhane pe
is dil diwane pe virani si thi chayi
aap aaye bahar aayi
aapka hi tha sabko intjar
aapka hi tha sabko intjar
aap ke lie sab the bekarar
hawaye ghataye fizaye bagho me phule ne jhulo ne
jhum ke li angdhayi ho ke aap aaye bahaar aayi
sare jamane pe mausam suhane pe
is dil diwane pe virani si thi chayi
aap aaye bahar aayi
aapne kiya aa ke ahsan aapne kiya aa ke ahsan
tha ye virana ab hai gulistaan pukare najaare ye sare
ghulshan ki kaliyo se galiye se suniye ye aawaj
ke aap aaye bahaar aayi
sare jamane pe mausam suhane pe
is dil diwane pe virani si thi chayi
aap aaye bahar aayi
lijiye na bas ab jane ka naam
lijiye na bas ab jane ka naam
ruth jayenge jalve ye tamam
ye basti ye hasti aisa na ho jaye ban jaye
ye mahfil fir tanhayi aap aaye bahaar aayi
ke aap aaye bahaar aayi
sare jamane pe mausam suhane pe
is dil diwane pe virani si thi chayi aap aaye bahar aayi