The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Aansoo Judai Kaa
0
Pankaj Udhas, Sadhna Sargam Anand Milind Jackie Shroff, Manisha Koirala
Milan (1994) Sameer Sad Songs
Lyrics of Aansoo Judai Kaa - आँसू जुदाई का

aansu judai ka peeya nahi jaye
aansu judai ka peeya nahi jaye
jeeya nahi jaye rama jeeya nahi jaye
jeeya nahi jaye rama jeeya nahi jaye
aansu judai ka peeya nahi jaye
aansu judai ka peeya nahi jaye
jeeya nahi jaye rama jeeya nahi jaye
jeeya nahi jaye rama jeeya nahi jaye
ho rama ho rama ho

aaja ek baar aaja dekh kaisa haal hai
saans chal rahi hai lekin zindagi muhal hai
aaja ek baar aaja dekh kaisa haal hai
saans chal rahi hai lekin zindagi muhal hai
mahi main aaj sari rasmo ko tod du
aaye jo maut aaye duniya ko chhod du
aaye jo maut aaye duniya ko chhod du
aansu judai ka peeya nahi jaye
aansu judai ka peeya nahi jaye
jeeya nahi jaye rama jeeya nahi jaye
jeeya nahi jaye rama jeeya nahi jaye

sari sari raat jaagu main to tere pyar me
umar main gujar dungi tere intzaar me
sari sari raat jaagu main to tere pyar me
umar main gujar dungi tere intzaar me
aankho me nind hai na dil me karar hai
hoga kisi din milna mujhko aitbaar hai
hoga kisi din milna mujhko aitbaar hai
aansu judai ka peeya nahi jaye
aansu judai ka peeya nahi jaye
jeeya nahi jaye rama jeeya nahi jaye
jeeya nahi jaye rama jeeya nahi jaye
ho rama ho rama ho rama ho