The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Aaj Ki Raat Khona Hai Kya - आज की रात खोना है क्या

sham hai, jaam hai aur hai nasha
tan bhi hai, mann bhi hai pighala hua
chhayi hai ranginiya, phir bhi hai betabiya
kyun dhadkta hai dil, kyun ye kehta hai dil
deewano ko ab tak nahi hai ye pata
aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya
aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya

do ghadi me yaha, jane kya hoga
jo hamesha tha mera, fir mera hoga
kaun kiske dil me hai faisala hoga
faisala hai yahi, jit hogi meri
deewano ko ab tak nahi hai ye pata
aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya
aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya

aao main tumse kahu, baat chupke se
rang badlegi pal me, raat chupke se
tumko le jaunga phir sath chhupke se
jaaoge tum kaha, dekho main hu yaha
deewano ko ab tak nahi hai ye pata
aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya
aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya