The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Jaan Se Pyara Lagta Hai
0
Manna Dey, Asha Bhosle, Mohammed Rafi Laxmikant Pyarelal Sunil Dutt, Saira Banu
Kala Aadmi (1978) Verma Malik Happy Songs
Lyrics of Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Jaan Se Pyara Lagta Hai - आज हमे एक जान का दुश्मन जान से प्यारा लगता है

aaj hume ek jaan ka dushman jaan se pyara lagta hai
aaj hume ek jaan ka dushman jaan se pyara lagta hai
jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai
aaj hume ek jaan ka dushman
aaj hume ek jaan ka dushman jaan se pyara lagta hai
jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai
aaj hume ek jaan ka dushman

hum kitne nadan the na kuch socha na kuch jana
pathar ke dhokhe me rahi hire ko na pehchana
hum kitne nadan the na kuch socha na kuch jana
pathar ke dhokhe me rahi hire ko na pehchana
ye to dil ko dil ke har arman se
ye to dil ko dil ke har arman se pyara lagta hai
jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai
aaj hume ek jaan ka dushman jaan se pyara lagta hai
jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai

aandhi me vishvas ka dipak humne jalte dekh liya
aandhi me vishvas ka dipak humne jalte dekh liya
pyar ki shabnam se humne pathar ko pighalte dekh liya
hume ye kala aadmi oo ho hume ye kala aadmi
insan se pyara lagta hai jaan to kya hai ye khafir
iman se pyara lagta hai aaj hume ek jaan ka dushman
jaan se pyara lagta hai jaan to kya hai ye khafir
iman se pyara lagta hai

kal tak humko khabar nahi thi kya hai dharam aur kya iman
kal tak mere man ke andar jaag raha tha ek saitan
aj koi ye humse puchhe ishwar ki hai kya pehchan
leke tera naam kahe hum shayad aisa ho bhagwan
kabhi kabhi insan to khud bhagwan se pyara lagta hai
jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai
aaj hume ek jaan ka dushman jaan se pyara lagta hai
jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai