The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Aaiko Haina
0
Amit Kumar, Sapna Mukherjee Viju Shah
Muqaddar Ka Badshah (1990) Sameer Dance Songs
Lyrics of Aaiko Haina - आइको हैना

kahne se darta hai lekin isko mujhse pyar hai

jab tak na dekhu mai isko aaye na dil ko chain
aai aai yo
aaiko haina aaiko haina haina haina pyar haina

nahi nahi
mujhe fasana chahe ladki kitni hoshiyar hai

hosh udaye nind churaaye iske katil naina
shaani hai
aaiko haina aaiko haina haina haina pyar haina
aaiko haina aaiko haina haina haina pyar haina

mere dil ka haal na jane
tu kyu mujhko na pahchane
mere dil ka haal na jane
tu kyu mujhko na pahchane
kya se mai kya ho gayi tere is pyar me
jindagi gujaar du tere intzar me
chal hat
mere piche piche aana diljani bekar hai
mere piche piche aana diljani bekar hai
chhod de mera picha ab tu maan le mera kahna
aaiko haina aaiko haina haina haina pyar haina
aaiko haina aaiko haina haina haina pyar haina

teri bato me na aau jaan ke mai na jaan gawau

ban jau jogi mai jake kahi jog lu
aise kaise janeman prem ka mai rog lu
are todungi mai jog tera mera dawa dildar hai
todungi mai jog tera mera dawa dildar hai
banke mainka tujhe rijhaungi mai to din raina