Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aa Gaye Yaaro Jine Ke Din Khelne Khane Ke Pine Ke Din
|
Mohammed Rafi | R D Burman | ||||
Phir Wohi Raat (1980) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
aa gaye yaro jine ke din khelne khane pine ke din
nacho pyaro ke mauje maro ye chirag de gaye allahdin
ghum na haye re ghumna haye re humna haye haye re humna
aa gaye yaro jine ke din khelne khane pine ke din
nacho pyaro ke mauje maro ye chirag de gaye allahdin
ghum na haye re humna haye re humna haye haye re humna
ab dekhna mere lal kismat ke ghode ki chal

hath milao lagayenge daw ab ek ek par teen teen
ghum na haye re humna haye re humna haye re humna
aa gaye yaro jine ke din khelne khane pine ke din
nacho pyaro ke mauje maro ye chirag de gaye allahdin
ghum na haye re humna haye re humna haye humna
dunia banegi gulam jhuk jhuk karegi salam

aage piche hamare honge jamane bhar ke hasin
ghum na haye re humna haye re humna haye