The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Aa Bata De Ye Tujhe Kaise Jiya Jata Hai
0
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Laxmikant Pyarelal Shatrughan Sinha, Hema Malini, Dharmendra
Dost (1974) Anand Bakshi Motivational Songs
Lyrics of Aa Bata De Ye Tujhe Kaise Jiya Jata Hai - आ बता दें ये तुझे कैसे जिया जाता हैं

kaise jite hai bhala hamse sikho yeh ada
kaise jite hai bhala hamse sikho yeh ada
aise kyun jinda hai log, jaise sharminda hai log
dil peh sehkar sitam ke tir bhi
pehankar pav me janjir bhi raks kiya jatha hai
aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai
aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai
dil peh sehkar sitam ke tir bhi
pehankar pav me janjir bhi raks kiya jatha hai
aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai
aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai

dar se khamosh hai jo kaisa befir hai wo
ha wo insan nahi ek tasvir hai wo
toh bafthae khuda jisse darta hai apan
aur iss garibi me badi mauj karta hai apan
pareshan lakh sahi gul nahi khakh sahi
jindagi hai lajawab yeh wo beva hai janab
khubsurat hai jo dulhan se bhi
dost to dost hai dushman se bhi pyar kiya jata hai
aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai
aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai

chij iss ghum se badi iss jamane me nahi
jo maja rone me hai muskurane me nahi
isliye toh bhai rukhi sukhi jo mile pet bharne ke liye
aur kafi do gaj hai jamin, jine marne ke liye
kaise nadan hai wo ghum se anjan hai jo
ranj naa hota agar kya kushi ki thi kadar
dard khud hai masiha dosto, dard se bhi dava ka dosto
kaam liya ja tha hai
aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai
aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai

chan mehalo ki nahi rang raliyo me mujhe
dedo thodi si jagah apni galiyo me mujhe
jhum kar nachne do aaj masti me jara
le chalo sath mujhe apni basti me jara
bana ho sone ka bhi pinjara hai pinjara ji
paisa kis kam kaa hai, dhoka bas nam kaa hai
rok le jo labo pe git ko
apne hatho se aisi rit ko tod diya jata hai
maine bhi sikh liya kaise jiya jata hai
aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai
aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai