The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Aa Aaja Abhi Nahi Abhi Nahi
0
Asha Bhosle, Kishore Kumar Laxmikant Pyarelal
Man Mandir (1971) Rajinder Krishan Masti Bhare Geet
Lyrics of Aa Aaja Abhi Nahi Abhi Nahi - आ आजा अभी नहीं अभी नहीं

aa aaja abhi nahi abhi nahi
aa aaja abhi nahi abhi nahi
teri na na me ha ka maja hai
umar padi hai jaldi kya hai abhi nahi kabhi sahi
aa aaja abhi nahi abhi nahi teri na na me ha ka maja hai

o jalim tarsati ja tadpenge tadpati ja
nadi kinara kab tak pyasa khada rahu samjhati ja

anhkyo ko takrane do dil aaye to aane do
sabar ka daman chute na pyar jawa ho jane do

soch samjh kar pyar kare kyu jhutha ikrar kare
dil se ho dil ka yarana hotho se inkar kare