Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Yun Hans Hans Kar Dekho Na Idhar Nazare Na Sararat Na Kar Baithe
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman | Prem Chopra | |||
Dr. Vidya (1962) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
yu has has kar dekho na idhar
najre na najre na sararat kar baithe
najre na sararat kar baithe
hamko hai ye dar ham ghabrakar tumse na
haye tumse na mohabbat kar baithe
haye tumse na mohabbat kar baithe ji tumse
jab dur se hum par dilwale najro ki kamane fekenge
najro ki kamane fekenge kya hamko kisi ka dar hai ji
hum to has has kar dekhenge hum to has has kar dekhenge
is mahfil me aa is dil me is mahfil me aa is dil me
aane ke aa aane ki na jarurat kar baithe
aane ki na jarurat kar baithe
aane ki na jarurat kar baithe aane ki na jarurat
nagan jaisi jalim julfe nagan nagan nagan jaisi jalim julfe
dil se na lipat jaye aakar dil se na lipat jaye aakar
in kadmo ke dilwalo ne dil fek diye hai ghabrakar
dil fek diye hai ghabrakar ye matwali aankhe kali
ye matwali aankhe kali hum par na
hum par na hukumat kar baithe
hum par na hukumat kar baithe
hamko hai ye dar ham ghabrakar tumse na
haye tumse na mohabbat kar baithe
haye tumse na mohabbat kar baithe ji tumse
hotho pe laga lije tale hotho hotho hotho pe laga lije tale
kuch dam nahi apki bato me kuch dam nahi apki bato me
agar hum hasi hai to kya chehre chupa le hatho se
kya chehre chupa le hatho se kuch teere najar chal jaye agar
kuch teere najar chal jaye agar humse na sikayat kar baithe
humse na sikayat kar baithe
hamko hai ye dar ham ghabrakar tumse na
haye tumse na mohabbat kar baithe
haye tumse na mohabbat kar baithe ji tumse
hamko hai ye dar hum jhunjhla kar
sabki ka marammat kar baithe sabki ka marammat kar baithe