The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Tumako Dekhaa To Ye Khayaal Aayaa, Zindagi Dhup Tum Ghanaa Saayaa
0
Jagjit Singh Kuldeep Singh Farooq Sheikh, Deepti Naval
Saath Saath (1982) Javed Akhtar Romantic Songs, Ghazals
Scale -NA- Raag -NA- Taal -NA-
Lyrics of Tumako Dekhaa To Ye Khayaal Aayaa, Zindagi Dhup Tum Ghanaa Saayaa - तुमको देखा तो ये ख्याल आया, जिन्दगी धुप तुम घना साया

tumko dekha to ye khayal aaya
zindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya
tumko dekha to ye khayal aaya
zindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya

aaj phir dil ne ek tamanna ki
aaj phir dil ne ek tamanna ki
aaj phir dil ko hamne samajhaya
aaj phir dil ko hamne samajhaya
tumko dekha to ye khayal aaya

tum chale jaaoge to sochenge
tum chale jaaoge to sochenge
hamne kya khoya, hamne kya paaya
hamne kya khoya, hamne kya paaya
zindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya

ham jise gunguna nahi sakte
ham jise gunguna nahi sakte
vaqt ne aisa git kyun gaaya
vaqt ne aisa git kyun gaaya
zindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya
tumko dekha to ye khayal aaya