The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Tujhe Dil Ki Baat Bata Du, Nahi Nahi Nahi Nahi
0
Lata Mangeshkar Shankar Jaikishan
Main Sunder Hoon (1971) Anand Bakshi Dance Songs
Scale -NA- Raag -NA- Taal -NA-
Lyrics of Tujhe Dil Ki Baat Bata Du, Nahi Nahi Nahi Nahi - तुझे दिल की बात बता दूँ, नही नही नही नही

tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi
kisi ko bata degi tu, kahani bana degi tu
tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi
kisi ko bata degi tu, kahani bana degi tu

is radha ne kheli apne sham se holi bhi
is radha ne kheli apne sham se holi bhi
holi kya sapane me kheli aankh micholi bhi
tujhe mai ye khel sikha du, nahi nahi nahi nahi
kisi din daga degi tu, kahani bana degi tu
tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi
kisi ko bata degi tu, kahani bana degi tu

apni julfo se apni jajnir banayi hai
apni julfo se apni jajnir banayi hai
maine khayalo me koi tasvir banayi hai
tujhe vo tasvir dikha du, nahi nahi nahi nahi
kisi ko dikha degi tu, kahani bana degi tu
tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi
kisi ko bata degi tu, kahani bana degi tu

upar likha hai tu mere man ki rani hai
upar likha hai tu mere man ki rani hai
niche kagaj pe likhe ye prem kahani hai
tujhe kya ye khat me padha du, nahi nahi nahi nahi
kisi ko padha degi tu, kahani bana degi tu
tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi
kisi ko bata degi tu, kahani bana degi tu