The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Rakht Ka Hai Ye Gubbara Din Raat Firta Mara Mara (Male)
0
Makrand Deshpande Shailendra Swapnil
Naach (2004) Makrand Deshpande
Scale -NA- Raag -NA- Taal -NA-
Lyrics of Rakht Ka Hai Ye Gubbara Din Raat Firta Mara Mara (Male) - रक्त का है ये गुब्बारा

rakt ka hai ye gubbara
rakt ka hai ye gubbara
din raat phirta mara mara
rakt ka hai ye gubbara
din raat phirta mara mara
dilwalo ne kaha ye aawara
dilwalo ne kaha ye aawara
man mauji bolte sharara
dilwalo ne kaha ye aawara
man mauji bolte sharara
hum tum mein bhi hai
khush kam mein bhi hai
pyar kahta hai ye awara
naach dikhata naach
karata naach
mahakta naach khanakta naach
raas leele naach
zahrila naach

rakt ka hai ye gubbara
aadhe tan mein shan shan karta
adhure man ka hosh udata
sanso ki garmi dam ko todta
seene mein tumhare aksat mere ghayal karta
naach behosh naach bechain naach
benaam naach bemisal naach
belagam naach
zahrila naach