Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
O Dekho Ji, Taare Ko Taaraa, Chaandani Raat Mein
|
Lata Mangeshkar | Chitalkar Ramchandra | Madhubala, Dev Anand | |||
Nirala (1950) | Pyarelal Santoshi | ||||||
o dekho ji dekho ji dekho ji dekho dekho
taare ko taaraa kahataa hai gupchup ye karke ishara
ho karke ishara, kyaa
chaandani raat me jaane kyaa baat re
aaj kisi ki huyi pahali mulaaqaat re
chaandani raat me
ho chaandani raat me jaane kyaa baat re
aaj kisi ki huyi pahali mulaaqaat re
chaandani raat me
dekh rahi aaj mai sapanaa nayaa re
kaano me koi kuchh kah ke gayaa re
dekh rahi aaj mai sapanaa nayaa re
kaano me koi kuchh kah ke gayaa re
dhire se le ke haatho me haath re
aaj kisi ki huyi pahali mulaaqaat re
chaandani raat me
ho chaandani raat me jaane kyaa baat re
aaj kisi ki huyi pahali mulaaqaat re
chaandani raat me
chadaa ko dekh ke ji rahi chakori
saanware ko dekh ke jhum rahi gori
chadaa ko dekh ke ji rahi chakori
saanware ko dekh ke jhum rahi gori
hotho se naa kare man dil ke saath re
aaj kisi ki huyi pahali mulaaqaat re
chaandani raat me
ho chaandani raat me jaane kyaa baat re
aaj kisi ki huyi pahali mulaaqaat re
chaandani raat me
o dekho ji dekho ji dekho ji dekho dekho