Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Are Kya Kahiye Bhagwan Se, Ye Dono To Darte Hai
|
Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | Mithun Chakraborty, Deepti Naval | |||
Hum Paanch (1981) | Anand Bakshi | Funny Songs | |||||
are kya kahiye insan se are kya kahiye bhagwan se
ye dono to darte hai darte hai aji darte hai
ye dono se darte hai dhanwan se
kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se
kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se
ye dono se darte hai dhanwan se
kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se
kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se
kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se
jab jab bhakt bulate hai tab tab bhagwan aate hai
jab jab bhakt bulate hai tab tab bhagwan aate hai
lekin wo bhi kabhi kabhi kuch vipada me pad jate hai
ram rahe chup dur khade fir rawan se kaun lade
kaun bachaye nirbal ko
kaun bachaye nirbal ko balwan se
kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se
kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se
he are apno se muh mod ke apne man ko tod ke
kaun se desh chale bhaiya ye ghar ye gaw chhod ke
jan yaha bhi jayegi are jan yaha bhi jayegi
jan waha bhi jayengi bhag rahe ho bujdil kyu
bhag rahe ho bujdil kyu maidan se maidan se maidan se
ye soye insa jab uthe bnkar lahrate nag uthe
ab inke kadam ruk sakte nahi kat sakte hai jhuk sakte nahi
kitne takatwar dekh hai ye phle ye alag ab ek hai ye
ye wapas laut ke aayenge fir tujhko sabak sikhlayenge
ab jiwan ek sangram bana ye geeta ka pagam bana
pandaw ne krishna ka nam liya
arjun ne dhanush ko tham liya
ab ye roka na jayega ab ye wapas na aayega
nikal pada hai ab ye teer kaman se